We all want peace in our life. So here is a short Hindi poem on peace (शांति).
Apne Khwabon ko thoda aur udana ha.
Agar Kuch Acha na ho Raha ho toh,
Ek cup coffee ke sath, music Mai kho Jana ha.
Jab sab thek chal Raha ho tab,
Apne bato ko inhe Panno par sajana ha.
raatho ko manana ha,
paraayon ko apna Bana ha.
Hasna ha, hasana ha,
Din bar gunguna ha.
Khawb dekhna ha,
Aur unhi khawabo ko hakikat Bana ha.
Humme aur Kuch Nahi Karna,
Bus is zingadi ko khul Kar Jena ha,
Aur iss zingadi Mai kho Jana ha....💛💛
Shanti-
Palko par khwahishon ko thoda aur sajana hai,Apne Khwabon ko thoda aur udana ha.
Agar Kuch Acha na ho Raha ho toh,
Ek cup coffee ke sath, music Mai kho Jana ha.
Jab sab thek chal Raha ho tab,
Apne bato ko inhe Panno par sajana ha.
raatho ko manana ha,
paraayon ko apna Bana ha.
Hasna ha, hasana ha,
Din bar gunguna ha.
Khawb dekhna ha,
Aur unhi khawabo ko hakikat Bana ha.
Humme aur Kuch Nahi Karna,
Bus is zingadi ko khul Kar Jena ha,
Aur iss zingadi Mai kho Jana ha....💛💛
By-Amisha Pareek
Comments
Post a Comment