Skip to main content

Kuch Log-

Kuch log-


Kuch log dhuki se hote hai,
Phir bhi muskurate hai.

Akele mai roo rahe hai vo,
Par samne Kuch nhi dekhlate hai.

Shant se rahate hai,
Phir bhi kabhi nhi batate hai.

Sannate mein baithe Hain,
Aur bheed mai chup jate hai.

Vo log masoom se hote hai,
Phir bhi chidchida te hai.

Unka maan saf sa hota hai,
Phir bhi kuch ulta bol jate hai.

Khud ke parchhai ke sath ghum rahe hai,
Ghanto diwaro ko dekh unke aab din kat jate hai.

Maan bhar chuka hota hai,
Phir bhi kuch nhi bol pate hai.

Aise logo ko hum,
Kabhi nhi samaj pate hai.


In hindi-

कुछ लोग दुखि से होते है,
फिर भी मुस्कुराते है.

अकेले मै रो रहे है वो,
पर सामने कुछ नही दिखलाते है.

शांत से रहते है,
फिर भी कभी नही बते है.


सन्नाटे में बैठते हैं,
और भीड़ में छुप जाते है.

वो लोग मासूम से होते है,
फिर भी चिडचिडाते है.

उनका मान साफ सा होता है,
फिर भी कुछ उल्टा बोल जाते है.

खुद की परछाई के साथ घूम रहे है,
घंटो दीवारों को देख उनके अब दिन कट जाते है.

मान भर चूका होता है,
फिर भी कुछ नहीं बोल पाते है.

ऐसे लोगो को हम,
कभी नही समझ पाते है.


By - Amisha Pareek



It's a Hindi poerty about on Kuch log, basically this poetry is all about sad and depressed people, like how this people are living there life and we have no idea about it. The pain of sad and depressed person can't be felt by anyone.  

Comments

Popular posts from this blog

Choti Si chidiya thi -

Choti Si chidiya thi - Choti Si chidiya thi udna vo chahti Thi, Hawaon Ne roka tha panchyo ne toka tha, Phir Bhi udna vo chahti thi, panchyo ne bola tha Uda toh tu Jayenge, Jo to Gir Gayi Himmat kahan se Layi ? Phir Bhi udna vo chahti thi, Choti Si Chidiya thi ! Taiyari uski Puri thi, pankh Uske phail Gaye, Hawaon K sang Bahe Gaye, Manzil Thi Jo uski uchi, Tu Kyu na Bharti uchi Udaan? Badalo ke sang vo Chakna lagi, Khushi Se vo  backhne Lagi ! Koshish uski Puri thi, toh kyu na Leti Unchi Udaan, Choti Si Chidiya thi........ By-Amisha pareek

Bada acha lagta hai

Tera yuh muskurana Tere palko ko jhukana Mujhe pass bulna Bada acha lagta hai. Tera kajal lagna, Tere chehre par lato ka aana, Mujhese unn lato ko tere kan ke piche atakna Bada acha lagta hai. Tera saree pahana Tera hatho mai chudiyon ka tahar na   Mujhe tujhe yuh he dekhna Bada acha lagta hai. Tera ghabarana, Tera mere liye kise se bhi bhid jana Mujhe tujhe samajna Bada acha lagta hai. Tera mujhe pyar se marna, Tera ghusse mai gal lal ho jana Mujhe tujhe maanana Bada acha lagta hai. Tera mere liye intazar karna Tera mere sath date par bhi bill split karna Mujhe har din equally feel karna Bada acha lagta hai. Tera khana na baan pana Tujh se rootiya jal jana Mujhe tab tere liye khana banana Bada acha lagta hai. Tera masoom sa chara Tera mujhe se gale lag jana Mujhe tu apne sath pana Bada acha lagta hai. Tera mujhe yuh pyaar karna Bada acha lagta hai.

School Ke Vo Din-

School ke vo din - 5 sal beet Gaye ek dusre ko dekhen, ek dusre ka sath chhode, Ab Kai purane chehre naye se lagte Hain Ab Kai baten yad aati hai toh kai bhul se gaye hain Vo school Ka akhri din aaj bhi Yaad hai mujhe, Usdin na jane kytni photo click huyi thi, aur kytno ko goodbye Bola tha humne, Jante nhi thi ke Kuch goodbye forever wala tha. "School se nikalo tab school bada yad Aaye ga," aise thi kayo ke vichar, Par sach khati hu mujhe nhi aati Yaad. Kabhi masti nhi ke mane isliye shayad nhi aati ha mujhe yaad, Phir bhi - Kai log, Kai bate, kai pal yaad hai mujhe. Kuch schoolmates Dekh Kar mujhe 'who is she?" Ho jate hai Inke reactions, Toh Kuch ko Dekh Kar Mera aise reaction hota hai. Kaio ko bus name se jante hai, Toh kaio ko bus face se. School aur college ke bich ka Safar bus itna tha ke school Mai dosti masti ke leye Hoti thi, Aur college Mai dosti sirf matlb ke liye. Par phir bhi isbich Kai aapno ka sath mila. Vo proxy word humsab ...