Skip to main content

Hindi poetry on love and betray- pyar ek dhoka hai

Hindi poetry on "Pyar ek dhoka hai" in both Hindi and English. its a poem about love and betray and how we take it.




Pyar ek dhoka hai- 

Pyar ek dhoka hai yeh mane bahuto ke mu se suna hai,

Isliye pucha hai ke phir tune Kyu Kiya hai,

Shayad us ahasas ke liye jismai Uske request ke liye tum "Na" na bole sako,

Yeh shayad Uske us smile pe, jisase tumhaare mu par bhi simle aa jaye,

Yeh shayad uski vo meeti meeti baate jo Kabhi jhuti na lagi,

Ho Sakata hai uska roottna pasand Aaya ho,

Yeh uska pyar se gale lag jaana,

Jab tumhe Uske har choti baat itni pyari lagti hai,

Jab tumhe uski har ankahee baate Yaad hai,

Jab tum khud ko Uske pyar Mai dooba huya pate ho,

Toh tum kaise kaha sakate ho ke pyar ek dhoka ha?

Ho Sakata hai ke usne tumhe nhi Chaaha,
Ho Sakata hai ke tum bus ek time pass the,
Ho Sakata hai ke usne tumhe dhokha deya

Par yeh toh Sach nhi ke tumhara pyar jhuta tha?

Toh tum kaise kaha sakate ho ke pyar ek dhoka hai.

Pyar dhoka nhi hai balki humeri umeede us insan se bahut thee,
aur yeh umeede dhokha Haan.




(Same in hindi-)

प्यार एक धोखा है यह मने बहुतो के मु से सुना है

इसलिए पूछा है कि फिर तूने क्यों किया है,

शायद उस अहसास के लिए जिसमे उसके request के लिए तुम "न" न बोल सको,

या शायद उसके उस smile पे, जिससे तुम्हारे मु पर भी smile आ जाये,

या शायद उसकी वो मीठी मीठी बाते जो कभी झूटी न लगी,

हो सकता है उसका रूट्ना पसंद आया हो,

या उसका प्यार से गले लग जाना.

जब तुम्हे उसके हर छोटी बात इतनी प्यारी लगती है,

जब तुम्हे उसकी हर अनकही बाते याद है,

जब तुम खुद को उसके प्यार मे डूबा हुआ पाते हो,

तो तुम कैसे कह सकते हो कि प्यार एक धोखा है?

हो सकता है के उसने तुम्हे नही चाहा,

हो सकता है के तुम बस एक टाइम पास थे,

हो सकता है के उसने तुम्हे धोखा दिया,

पर यह तो सच नहीं कि तुम्हारा प्यार झूठा था?

तो तुम कैसे कह सकते हो कि प्यार एक धोखा है.

प्यार धोखा नही है बल्कि हुमेरी उमीदे उस इंसान से बहुत थी, और यह उमीदे धोका हाँ.

By- Amisha Pareek




I have written a Hindi poetry, and this hindi poetry is on pyar ek dhoka hai, in Hindi and English both the languages. Hope you like it. It is a Hindi kivata on love or we can say Hindi poems on lovers. If you love poetry in Hindi language then you must read it. 





Comments

Popular posts from this blog

Choti Si chidiya thi -

Choti Si chidiya thi - Choti Si chidiya thi udna vo chahti Thi, Hawaon Ne roka tha panchyo ne toka tha, Phir Bhi udna vo chahti thi, panchyo ne bola tha Uda toh tu Jayenge, Jo to Gir Gayi Himmat kahan se Layi ? Phir Bhi udna vo chahti thi, Choti Si Chidiya thi ! Taiyari uski Puri thi, pankh Uske phail Gaye, Hawaon K sang Bahe Gaye, Manzil Thi Jo uski uchi, Tu Kyu na Bharti uchi Udaan? Badalo ke sang vo Chakna lagi, Khushi Se vo  backhne Lagi ! Koshish uski Puri thi, toh kyu na Leti Unchi Udaan, Choti Si Chidiya thi........ By-Amisha pareek

Bada acha lagta hai

Tera yuh muskurana Tere palko ko jhukana Mujhe pass bulna Bada acha lagta hai. Tera kajal lagna, Tere chehre par lato ka aana, Mujhese unn lato ko tere kan ke piche atakna Bada acha lagta hai. Tera saree pahana Tera hatho mai chudiyon ka tahar na   Mujhe tujhe yuh he dekhna Bada acha lagta hai. Tera ghabarana, Tera mere liye kise se bhi bhid jana Mujhe tujhe samajna Bada acha lagta hai. Tera mujhe pyar se marna, Tera ghusse mai gal lal ho jana Mujhe tujhe maanana Bada acha lagta hai. Tera mere liye intazar karna Tera mere sath date par bhi bill split karna Mujhe har din equally feel karna Bada acha lagta hai. Tera khana na baan pana Tujh se rootiya jal jana Mujhe tab tere liye khana banana Bada acha lagta hai. Tera masoom sa chara Tera mujhe se gale lag jana Mujhe tu apne sath pana Bada acha lagta hai. Tera mujhe yuh pyaar karna Bada acha lagta hai.

School Ke Vo Din-

School ke vo din - 5 sal beet Gaye ek dusre ko dekhen, ek dusre ka sath chhode, Ab Kai purane chehre naye se lagte Hain Ab Kai baten yad aati hai toh kai bhul se gaye hain Vo school Ka akhri din aaj bhi Yaad hai mujhe, Usdin na jane kytni photo click huyi thi, aur kytno ko goodbye Bola tha humne, Jante nhi thi ke Kuch goodbye forever wala tha. "School se nikalo tab school bada yad Aaye ga," aise thi kayo ke vichar, Par sach khati hu mujhe nhi aati Yaad. Kabhi masti nhi ke mane isliye shayad nhi aati ha mujhe yaad, Phir bhi - Kai log, Kai bate, kai pal yaad hai mujhe. Kuch schoolmates Dekh Kar mujhe 'who is she?" Ho jate hai Inke reactions, Toh Kuch ko Dekh Kar Mera aise reaction hota hai. Kaio ko bus name se jante hai, Toh kaio ko bus face se. School aur college ke bich ka Safar bus itna tha ke school Mai dosti masti ke leye Hoti thi, Aur college Mai dosti sirf matlb ke liye. Par phir bhi isbich Kai aapno ka sath mila. Vo proxy word humsab ...